Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha


Friday, December 31, 2010

surah muzammil ka jinnat ka amal

As salamu allaiqum
yeah amal kisi Aamil ki zair nigrani main kareen or istakhara kar k Allah se ijazat lay , agar khod kar raha ha to apni zemadare per kareen q k is amal main ustad ka hona bohat zaroore ha . tamam sharayat ko pora kareen . kisi pak jaga per belkul tanhahe main or abade se door belkul alag talag . ake mosala becha kar . naya labas white colour ka pehan ka achi khushboo . ya bakhore ka istamal kareen . aod wegara ki doni den . or apna hisar kich lay jesa mana bataya ha . amal shoro kareen pore tawaja ka sath . surah muzammil isha ki namaz k baad 40 martabah pareen . ishe tarah 40 roz tak pareen . yaad rahe k is kamre main 40 din tak kohi dosara admi dakel na ho amal se farag ho kar jab ahe to kamra locked karden kisi tala se . doran e amal tarak e jalali wa jamali dono perhaz karen or jo be daraoni or dosare cheeze nazar ahe gee amel in se kuch khauf na kahe .hisar ki waja se kohi cheez amel ka kuch begar nahi pahe gee . agar amel dar k mare hisar se bahar nikal aiya to amel ka liya khatra peda ho sakta ha . agar amel kisi cheez se nahi dara or sabit kadam raha to phir 40 din pore ho jana per ake jinn ahe ga or amel ko bare adab se salam kareen ga or amel ka farmabardar ho jahe ga or amel ka hukum mana ga laken amil ko apni baat chit se jinn ko raze karna pare ga jo main apni porani post main bata choka ho


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





82 comments:

anis said...
This comment has been removed by the author.
zaid said...

hi, im zaid 20, and i read a lot about you and your work, i like it. My situation now is i want you to give me a procedure to have a jinn to be friend with. I really need a jinn so i walk with. I wont harm anyone not to think of it just friends. So please help me, i need to have a jinn.

abid said...

bismillah

Aslamualaikum,

mera namm abid hay aur may nay surah jinn aur surah muzamil ka chillah complete kia howa hay .per may jinnat say kamm kasay loo.

guide plz.......................

Samar said...

Asslam-alaikum !
Mera Naam SAMAR hai mai muwakkil or jinnat ka amal karna chahta hoon.
Kya mai surah muzammil ka amal ek khaali kamre mein kar sakta hoon,???
Kya amal mein libaas ka koi pabandi hai .. mai ek anukri bhi karta hoon,Agar sirf amal ke waqt safed libas pehnu aur waise pant shirt pehne rahu to koi khatra hai.

SAMAR said...

As-slamalaikum !
Mera naam SAMAR hai.

Mujhe kuch wazifa bataiye jisse main jinnat or muwakkil ko kaabu mein kar saku.

Allah Hafiz

ahmed said...

Aslam O Alaykum
meri umar 40 sal ha
me na ap k blog sa jinnat wghera k bara main parha ha
plz baray maharbani muja koi acha sa taqatwar amal bta dain k me kisi jinnat k badsha ko kaba kr sko
us amal ki ijazat b de dijiya ga
plzzz...

Ahmed said...

Jin ko dekne ke dua hai kya ya aise kasam hai jo bolne par jin majburan dekh jaae?

anwer said...

asalam, pls mujhe koye wazifa dek be khouf o khatr jinn tabe hojai

ahmed said...

Aslamo Alaykum
main ap sa surah jin ki ryazat wala 3 din k wazifa ki Ijazat lena chahta hu bray meharbaini ijazat farma dain
aur kia m isa apna ghr k aik asa kamra main kr sakta hu jis main kisi ka b ana jana na ho blkul
plz btaya

Naveed said...

Assalam o alaikum
Dear Amel soname
Amel soname bai mai
aap sa jinns k mutaliq jan na chahta ho.Jasa ap ko maloom mara problem.Wo ye k us judagar k pas kis type k jinnat hai aor kitni tadad mai q k mai daily subah ko kamra k chat par saf jinns ka daorna aor chat ko uper tak tak dastak data ha.Aor yeh k kia ye jadugar marna k baad jadugari aor jinns apna
bato ko transfer kara ga.?
Please reply to me
Naveed
thanks

salman said...

salamu alaikum

amil saheb mujhe kuch kitabe urdu me bata den jo ilm jinn, chilla, jinn ko kabu karne ke mukhtalif tareqo par ho, sab kuch usme achi tarha samjhaya ho. me bagair ustad ke amal nahi karunga, lekin ye jankari samajh kar kisi ustad ke sath koi amal karunga.

i always wanted some jinns in my control. i dont fear anything but ALLAH.
please can u tell me names of some books related to different kinds of chilla and controlling jinns, ilm e jinn, different amals to control jinns of different power, i mean everything related to ilm jinns how to control jinns. for ex. there are 3 day amal and 40 day amals to control different djinns

my aim is serve my life for islam, in that i can use jinns to do different tasks.

jazakallah

zameer said...

Janab Adaab Arz hai,

Mai India se taluq rakhta hoon aur Amel karne ki khawahish rakhta hoon, Hamari begum aur ek beta hai wo hamare sath rehte hai, Ham is waqt Kuwiat mein hai aur Mai yahi kaam karta hoon, Mai sure NAAS ka amel karna cahta hoon, aur ye janna cahta hoon ki kiya sure NAAS ka amel karne se jinnat kabu mein ajate hai ya nahi, Is amel ko mukamil tareh pura karne ka tareeka main aap se janne ki guzarish karte aur Amel karen ke baad kiya kiya kitne din padhte rehna ho ga is ke bare mein bhi kuch malumaat de de. Hamari iltija hai ki ham ye Amel aap ke sarparasti mein karna cahte hai.

Jawab ka muntazir hoon.

babajan said...

Assalaamu alaikum, me m babajan, india se, apse yeh pata lagani hai ki kya ache jinn hote kya? Aur jinn ko hasil kaisa karna hai? Aur kya wo jinn se kala jadoo ka tor karasakte kya? Kya ache kaam k liye karsakte kya. Apka jawab k liye intezar hu.

jamil said...

Assalamu alayqum.. Mera naam jamil hai.. Mai india ka rehne wala
hu.. Allah ke fazl se sab kuch thik hai.. Mai namaaz parhta hu.. Nafl
roza bhi rakhna chahta hu.. Kabhi kabhi neend me khwab me koi hazrat
aate hai.. Wo mujhe quraan paak parha te hai.. Darood sikha te hai..
Baad me mujhe pata chala ki mere khwab me jinnat aate hai.. Par wo
mujhe nuksaan nahi dete balke wo mujhe bohot pasand karte hai.. Mai ab
aapse madad chahta hu.. Mai ne basharat me kuch mazaaro ki ziyarat ki
hai... Kuch pir wali bhi khwab me aaye hai.. Do baar mai ne piran pir
gaus pak ki bhi deedar ki hai.. Ab mai samajhta hu ki allah pak
mujhse khush hai.. Mai kaise allah ko khush karu.. Kuch behtarin dua
bataye jisse mai dusro ki bhalayi kar saku... Assalaamu alayqum..

barkath shariff said...

AS SALAAM WA ALAIKUM amel saab main india se hun main aapki site se bahut mutasir hua hun aur aapki site se mujhe ALHAMDULILLAH bahutkuch sikhne ko mila hai, mujhe koi aisa jinn amal bataiye jisse main aasani se jinn ko apna dost banaun mujhe iski sakht zarurath hai kyunki meri kuch persanal problems ho gayeen hain, JAZAkALLAH

rahamtullah said...

Assalamu alaiqum amel bhai mera naam rahamtullah hai my india ka rehne
wala hu my apke blogs har roj padta hu my jin ko kabu karne ka ilm
janna chahata hu aur karna chahata hu mujhe jin ko kabu karne ka ilm
sirf 3 ya 6 din me sika sakte hai kya my apko kuch to bahut paisa de
sakta hu

Anonymous said...

Janab amel soname sahab kia haal hain aap kay. may nay aap ki website pay aik tareeqa para tha jiss may surrah jin kay zarea jino kay sardar ko ameel bananay kay baray may likha hua tha. uss may mujay aik baat samaj naheen aai kay yeh jo 333 bar surah jin parne hai yeh chila kur kay parne hai yan bgair chila kay?

agar chila kur kay parne hai to uss ka kia tareeqa kar hai. may aap ki email ka muntazir rahoon ga plz mujay iss kay baray may puri details bta dain. Allah aap ko jazai khair day..


Thanks

Anonymous said...

Janab amel soname sahab kia haal hain aap kay. may nay aap ki website pay aik tareeqa para tha jiss may surrah jin kay zarea jino kay sardar ko ameel bananay kay baray may likha hua tha. uss may mujay aik baat samaj naheen aai kay yeh jo 333 bar surah jin parne hai yeh chila kur kay parne hai yan bgair chila kay?

agar chila kur kay parne hai to uss ka kia tareeqa kar hai. may aap ki email ka muntazir rahoon ga plz mujay iss kay baray may puri details bta dain. Allah aap ko jazai khair day..

Anonymous said...

ASSALAM WALIAKUM
Zameer Khan
FROM GULBARGA.

Q.1) JINNAT KO KIS TARHA SE PECHAN SAKTE JAB HAMARA ZIKAR MUKKAMAL HUE KE BAAD.


Q.2.) JAB JINN ATA HAI TO KYA JAWAB DETA HAI WO.

Q.3) KYA JINN APNA NAME BATATA HAI KYA.

Q.4) JINNAT SE KAISA BAAT KARNA.

Q.5) KYA JINN HAMESHA HAMARE PASS RAHENGE AUR HAMERE HUKAM KE BAGAIR KISI AUR KO NUKSAAN NAHI PAHUCHATE.

Q.6) KYA JINNAT HAMARE HAR HUKUM MANEGE .

Q.7) KAUNSE KAUNSE JINNAT HUKUM MANTE HAI KYA MASJID KE. YA KISI PEERWALI KE DARBAAR KE.

Q.8) JINN HASIL KARNE KE LIYE KOUNSI JAGAH BEHATAR HAI MASJID YA DARGA SHARIF.

Q.9) KYA EK DIN KA ZIKAR HAI JINN KIO PANE KE LIYE.AGAR HAI TO WO KOUNSA HAI.

Q.10) KYA SURE FATIHA ME JINN KO KABU KARSAKTE HAI KYA.

Anonymous said...

assalam alaikum

i want to know what is tark e jalali n jamali pls explain it

badshah said...

mere ghar me ek shakhs ke upar ek jinnat ki ladki fida hai aur wo shadi karna chahti hai isse bachne ka koi rasta hai main moulana ka bhi bhi chakkar laga chuka hun koi fayda nahi hai

Anonymous said...

dear sir,

mera first question hai ke

kaya sureh muzammil ke amal me sureh muzammil ki recording sunn kar amal kar sakte hai.
please is ka answer is id me bhej de mdazaz19@gmail.com

mera second question hai

sir maine kafhi amal kiya hai lekin har amal ke mokellat sirf khawab me atte hai puri trahe se nahi atte koi.

please send answer

Anonymous said...

dear sir

kaya ham kisi bhi amal ke ayat ko record kar ke aur us recording ko suun kar amal kar sakte hai.
please answer this question and send me on this id mdazaz19@gmail.com

Youth Reflection said...

Janab abid bhai. Walaikum asslam, kya aap mujhy apne amal ke experiences bata sakty hyin, aapki jinnat se mulaqaat kaisi rahi, taky jab mein iska iradah keru tu khyal rakhu. Plz reply on yawer@mail.com

Anonymous said...

السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ

میں جن کو قابو کرنے کے لئے عمل کرنا چاہتا ہوں جو آپ نے اپنے بلاگ میں بتایا ہے۔ عمل کے دوران مجھے ایک استاد کی رہنمائی کی ضرورت ہے۔ کیا آپ میری رہنمائی کر سکتے ہیں۔؟ میں آپ کو حالات سے آگاہ کرتا رہوں گا۔

والسلام

Anonymous said...

Asalamoalaikum.

dear sir

mera naam faisal imran hai main lahore se taluk rakhta hoon

mujhe ap se aik khas baat pochni hai,

hawai cheez see bachnay ka tariqa kiaya hai. ya is ko kamzoor karne ka tariqa

kia hai.

jab k hawai cheez tamam amliayath ko khatam kar deti hai.

janab maain ap k jawab ka muntazir raahon ga mera mail ye ha

imfaisalu@yahoo.com

Unknown said...

Mera name Shakil Mahmud. mey Bangladesh se hu. Mey jinnat ke dhoke se fakir ho chuka hu. Jinnat har tarahke kasame khakar bhi jhut kehta hei. jinnnat ka nam "Ethopia" wo hamesha white pagri pehen kar aye. or pori ka nam Aleya, saleha. ye do behne. Mujhe kia karna hoga agar mey usse faida lena chahu to? ye jin pari hamesha mujhe kehte hai " tumhari bandis hey kalajadu hei (kali/ganesh).5sal se mera income bandh ho chuka hei. mey karoo to kia karoo.

shakil951@gmail.com

Anonymous said...

janab main apni nazr khulwana chahta hn (means shahib e kashaf ) hona chata hun
,, mujy koi tareeqa qar btain ??? w8ing ur rep in my account my account is akhrisance@yahoo.com

tanveer alam said...

shakil bhai kya apki in jinnat aur pari se direct bat hoti h,ya fir kisi ke upar haziri lagti h, waise kale jadu ka tod ye h, shuru akhir 3 bar darood shareef, 1 bar surah yusuf, 3 bar ayatal kursi aur, 3 bar surah muzammil padh k dua kr le nd pani aur victim pe phoonk le !

Umair said...

aslam o alikum
janab ager kisi k pas koi amal krne se jin ajay or bad ma use pata chale tu us jin ko bat chit krne or dekhne k liy kia amal krne ho ga plz bata den mujhe apki rehnumai ki zarorat ha

mobashshir zeya muzaffarpur said...

assalaam-u-alaikum aamil sahab
mai muzaffarpur se hoon mera address hai
mobashshir zeya
zeya house pakki sarai chowk
chandwara muzaffarpur
mai sharaab o shabaab k nashe me choor rahta hoon
koi aisa amel batayen jisse mai apni adat chod sakun
mai ne apni maa k saath nashe me bhi hambistri ki hai
maine apni sauteli bahanon ko bhi kiya hai humbistar
abb mai
apni sari buri aadaton e chutkara pana chahta hoon
please mujhe koi halka sa amal bataiye
waise bhi mera dimagh thoda sa dheela hai

Unknown said...

mera nam talha hy or my ye amal karna chahta ho mujy tafseel sy btay or mujy ijazat dy

Anonymous said...

jinn ke amal karne ka koi bahut asaan tariqa batayen?

Anonymous said...

Assalam-o-Alaikum!!!
i'm Ayesha from Dubai...is there any Dua or wafiza to see the Jinn....???
plz help me if u have....

Anonymous said...

AoA
i am naveed.

I wana say nothing.

Anonymous said...

assalam-o-alaikum
mera name gulistan tabassum hai mai 34 salki hu mai delhi me rahti mai surah jinn ka 3 days wala amel karna chati hu kiya woh mai apne ghar ke alag kamre me kar sakti hu mujhe mere mail id per repply de gudia.jawed@gmail.com

Unknown said...

ASALAMO ALIKUM TO ALL BROTHERS AND SISTERS
MY NAME IS ABDULKHALIQ AND I WANT TO KNOW
SURAH MUZAMIL KAY AMAL KO YAH SURAH JIN KAY AMAL KO
MERY EMAIL PLZ BECHNA ABID SAHIB MUJY SIRF JIN SAY DOST KARNI HAY PLZ PAHLAWANMANGAL@YAHOO.COM

tilak said...

aslam alaikum, mera naam tilak raj hai Our me India se hu Hindu hone ke bawzud muje Qurane-e-pak me yakin hai. maine ek Baar kisi amel ko wazifa karte hue dekha aur douran e amal ek Azib Roshni Zamin Se nikal rahi thi.Tab se aksar muje aasman me alag alag roshni dikhae deti hai aur aisa lagta hai ke koi mere sath har waqt hai.mai ye sab janana chahta hu zinnat ko kabu karna chahta hu.

QURESHI999 said...

asslamualykum mera naam qutubuddin qureshi he me banswara rajasthan india se hun me jadu asar Aaseb aur bandishon se pareshan hun lihaza mujhe quran -e-pak se koi hisar bakhsen jisse main in tamam asrat se mehfuz rahun allah Aap ko is ki jaza de .Aamin. khuda hafiz.

Tariq zeyad said...

Salam allah tala aap per hamesha meherban rahi.Banda jo be amil kari gi is ko is ka sela zarror mile ga.Allah bohat bara hi.

Unknown said...

اسلام علیکم ،مجھے بہت شوق جنات سے اگر کوئ مجھے پورا طریقہ بتائگا تو میں شکر گزار رہوگا،کوئ مجھے ضرور بتاۓ، اگر کسی کو کوئ کتاب معلوم ہے تو مجھے اس پتے بیجھے

Shakilahmed940@gmail.com

Anonymous said...

Assalamu alaikum

Muhammad Saleem Iqbal said...

ap k koi book h is topic p dear amel saab

Muhammad Saleem Iqbal said...

agr ap ki es topic p koi book hai to please bta dain dear

Unknown said...

Aasalamalikum muja koye peer ya mursheed nahe hai iss laya ma chata ho ki app shab muja iss wazafa ko padnay ke ijazat chaya aur agar apnay village k pass ma he koye jumpdee banayega too yho chalayga

Unknown said...

Asalam ale kum. ap se ek masle ka hal pochna hai. humare nana ke ghar me ek jinn aagaya hai. aur wo meri momani ke uper aagaya hai. humne bhot si jaga un ka ilaj kara ya hai. magar koi faida nahi howa. ap koi ilaj bata den . ya ap khud aamal kar de plz. hum bhot pareshan hain. ye mera num hai 0344-3601381. agar koi taveez dena hai to ap mujhe jaga bata den me taveez lene aa jahon ga. hum Hyderabad me rehete hain. aur momani gohon me rehti hain. gohon ka nam Tando hyder hai. plz humari madat karen.

Unknown said...

Assalam aliqum ww mara naam mehraj ul dine hai. Ma jummu and kashmir dist. Kupwara ma rahta hoo. Mujay aak ustaad ke zoorat hai jo mujay amal karnay ke rahanmaye farmayaga plz aap mara rahnma ban saktay hoo plz.....plz

Anonymous said...

asslam o alaikum
mera name ali hai aur meri age 25 year hai aur me bi jinnat ka chila karna chahta hu plz mujy bi koi wazifa btain jis se me jinnat ko apny control me kar saku plz koi power full wazifa btain aur ijazt bi dain k me wo wazifa karu plz apki bohat meharbani hogi plz amil sahib mere is num par contct kare plz 03316929366

Anonymous said...

plz mujhe koi asan tareeqa batayen jin qaboo karne ka

Ali6646102 said...

will you please publish step by step procedure about above topics..

usamakhan said...

Assalam U Alaikum Janab Maira Naam Usama Hay Maray Saath Aksar Ya Jinaat Walay Masail Rahtay Hain Mari Age 25 Hay Kya Main surah jinn 3 Days Wala Amal Kr sakta hun Or agr kr sakta hun toh btain Is k lia Kya Kya Zaruriat Hongi
03113266535

BANGASH said...

please tell me 3 days of muzammil amal if any one knows it. I will be glad to know from some good friends.,....

Anonymous said...

assalam olaikum Bhai emerald name esha Khan. a amal mein kar sakta hu kya

Anonymous said...

Assalamu alaikum
mere pas jinnat hain lekin my unse kaam kaise loon koi tariqa batayi ye mujhe

Unknown said...

Mujhe bi yeh amal karna hai

Unknown said...

Sir room ko lock krna lazmi hai kya????

Anonymous said...

Asslam o Akaikum Alim saab main jinnat ko control kerna chahta mere 15 saal hai or mera name usama hai main ustad ke saath yeh amal nahi ker sakta kyn ke main kisi ustad ko nahi jaanta ap mukhe 3din wale chillae ke or 40din wale chile ke ijaazat dai dain or mujhe koi tips bhi batain or thori information bhi dain thank you very much

Anonymous said...

Asalamoalikum Amel sahab mja.ijazat de dain surah Muzzamil wala amal ki ALLAH ap ko jazai khair de Ameen

Unknown said...

jinnat ka kabu

Muhammad fazeel malik said...

A.o.a Kya Hal ha ap ka mei jinnat or pari hassil karna chahta hoe or mujha apne upper yaqeen ha ka mei chilla kat sakta hoe or mera name MUhammad FAzeel MAlik ha mujha guide ki gia

Anonymous said...

Assalam o Alaikum janab kya hal hai app k ALLAH rab ul izat sy umeed hai app theek hongay surah muzamil k baray mai parh rha tha to app ka ye blog dekha mai app say pochna chah raha tha k hazirat kamzor honay ke kya waja hoti hai or hazirat dobara pehlay say b tez karnay ka kya tareeka hota hai ..mai surah muzamil ,surah jjin or surah ikhlas ka chila kr chuka ho khud aik victim ho isy lia mujh pr hazirat hjatay or allham du lilah saray chillay sy phelay istikhara b kya tha jis ka result acha aya mai ny ye tang akar shetan kay khilaf kharay honay k lia kya kyu k 12-13 years say illaj karwata raha akhir tang akar ye saray amal karay abhi bhi illaj mai hon mgar koi b kamyabi hasil nai hoi baray sy baray amil baray sy baray buzurg syin13 salon mai mila mai band ankh or khulee ankhoon sy haziraat allah k fazal o karam sy kar sakta ho...or han chillon k bad kafi afaka aya tabiyat mai magr abi b kafi pareshan rehta hon aksar kuch buzrg log jin say ilaj karwata rahahon ya karwa raha hon woh jaisay kuch chupa rahay hotay hain magar allah meray ilm mai dal dayta hai ..hazirat k kamzor honay ke kya waja hoti hai or isay phely jaisay ya us sy b tez krnay ka kya tareeka hai.. mjay jin wagaira kabu nai karna kyu k woh bohot dekh chuka ab thak gya ho meri age 31 sal hai name asad ahmed khan hai baki mamulat k wazayef karta ho phir b kafi time say hazirat kamzor say maloom hotay hain or han mai kisi or ka ilaj wagaira nai karta na he koi amil ho ...phlay ghar baithai kisi dosray city ya country tak b haziraat hotay thay ab bhi mgr phelay kamzor mehsoos hotay hain

Asad Ahmed Khan said...

koi to reply kardain

Muhammad Maaz said...

mai nai bhi amaal start kiya hai lekin mai isme zat me kam krrha hun jo k boht he mushkil hai isi k sath sath mai nai isme zat me boht kaam kiya hai lekin mujhe or kuch amaal chahiya

Anonymous said...

Aslam walekum. mera naam syed mohammed mai jinnat ku tabe lena chahata hu. mai ne apku email sent kiya hai lekin uska koi reply nahi aaya mera email syedmohd4@yahoo.in

Unknown said...

Assalam o alaikum kya apnay surah muzamil ka chil complete kiya howa hay

Unknown said...

pls send me the wazifa for surah jinn , i m under the influence of black magic and tired of fighting with the shytans, they keep destroying me and hurting me. so please send me the wazifa on the following address
zhahrapatla @hotmail.com

Unknown said...

Ma ek muwakil or iftar jin ko apnay tabai karna chahta ho please pora amal bata degeya jalali or jamali ke explanation ky sath please

Unknown said...

Ik zaroori bat krna chahta hun ap sy,, agar reply kren to meharbani ho gi

nm5800908@gmaile.com said...

Asan tareeqa hai jinat ka par sab main jalaibi ki tarha wal hain

nm5800908@gmaile.com said...

Mere pas jinat hain mujhe muwakil ki tlash hai muwakil ka amal karna chahta hon

kashikhan50240@gmail.com said...

A,slam walikm
salam ka bad arz ya ha
ka mana bohat wazifa kia lakn ma kamyab nahi ho pppllllzzzz apa moja koi asa amal bta da jis sa moja 100% kamuabi mil jia jinnat ko tabeh karna ka koi B ho agr apa moja mokal ka bta ta ho ya hamzad ka btata ho lakn 100% kamyabi miljya

Anonymous said...

AOA

EIK SWAAL HAI, WAZIFA KARTE HOWAY AGAR WUDU NA RAHAY TU PHER KEYA KARNA CHAHIYEA. AGAR KOHI WAZIFA 100 BAR PARNA HAI 50 YA 60 BAR HOWA HAI AUR AAP KA WUDU TOUT GEYA HAI TU PHER KEYA KARNA HO GA? WAZIFA CHARI RAKHAIN YA HISAR SE NIKAL KAR DOBARA WUDU KAR SAKTE HAIN AUR PHER HISAR MEIN JA KAR PAKKI KA WAZIFA PURA KAR SAKTE HAIN?

Unknown said...

Amal ke dauran wazu toot ne per tayammum karna chahiye uske liye mitti ki int rakhna zaroori h ek Amil Sb ne hamko Bataya h bahut zabardast Amil h woh

tameem said...

asalamu alikum hazarat muze jinnat ka amal karne apki izazat cahiya ky apizazat denge apse adban gujarisha chatahu

Unknown said...

assalamualeikum mera name shuaib hassan h mene gulistaan tabbassum ka msg prah h hmari un se sirf itni request h k ye surah jin ka amal bilkul nh kren kyn k iska jinn bohat taqatwar aur khofnak he aur tum aik larki hokar unhe bilkul dekh kr zinda nh rahogi thnks

Anonymous said...

me ap logo ko bata hu ak amal jin qabu karne ka magar is ka end sirf maut ha

Anonymous said...

Assalmoalekum wa rehmatullah hazrat mera nam javed khan hai or mai surah muzammil ka amal krna chahta hu isme aap mujhko yeh btaye k allah ta'ala se ijazat kese lee jaye? Parhez kya hai or kon kon see sharayat hai isme plzz mujhko sab detail mai btayega, allah aapke ilm mai izafa ataa farmaye.
..

Unknown said...

aoa mere naam asif hy. main surah muzammil ka hafiz hun leking main surah muzammil ka aamil banna chahta hun, kiya aap meri madad (help) kar saktay hain. thnx?

Jalal uddin said...

asalamalikum hajrat, mughe soorkiyam aur soor mujammil ka wajifa karna hai uske ke liye mughe aap ki ijajat kee jaroorat hai darkhawast hai ki aap mugh nacheej ko ijajat de de aameen,

Habeeb bani hashim abi talib al Hassan ul Hussain said...

Hi .jalal uddin sir its not easy to sit ok first you need nisraa hexgram after bandish ok

Jalal uddin said...

asalamalaykum hajrat, mughe soor kiyama ka wajifa karne ke liye aapki ijajat chahiye please mugh nacheej ko ijajat de dijiye badi meherbani hogi .

Unknown said...

Asalam o walykum.
Aml sab mai surah muzamil wala chillah karna chta ho es ki ejazat ap dain ge k main kar sakoo.or dosri bat k 40 din k bad jb kabo main ho jye ga tu jinn say bat cheat karne or osy razi karne ka tariqa muje send lar dain tu apki mehar bani hogi.or osy sub kam liye ja sakty hain.or muje puri guiede karain or muje ye ap jaldi reply kar dain ge ta k main aj say shuro kar lo.email me
Hamidhussain0313@gmail.com
Thanks

Popular Posts