
Aamil k liya zaroore ha ka app apna jisam ko saaf sotara rakhe . yani ka her waquat paak saaf rakhe apna badam ko doran e amal . or apka jisam se badbu nai ani chaheya . kushes kareen zada se zada time wazu main rahe . roz sobah oth ka ghosal kiya kareen . apna jisam k bal kate jaha ka baal katana zoore hote ha for example sharam gah . bagal . taka badbu na ahe . khana khana ka foron baad daat achi tarah saaf kareen mu se kuli be kiya kareen taka khana ki be badbu na rahe . agar app garmio main amal kar rahe ha to app itna zada kam kaj nahi kareen k jis se apko zada pasina ahe . q k jab pasina ahe ga apko to us ki waja se babdu peda ho gee . amal karna se pehla deak liya kareen k apka labas napak to nahi ho gaya ha . ya us main kohi gand najasat to nahi lagi howi bakhurat wegara free Aamil school blog se deak kar use kareen mana us blog main likh deya ha sab kuch . orate ka sath humbistare . film nach gana . doste yaare sab band doran e amal . app ko in cheezo ka khas khail rakh na ha
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
No comments:
Post a Comment