Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha


Friday, December 31, 2010

doran e amal kya kya wakayat pash ata ha


As salamu allaiqum
doran e amal kya kya wakayat pash ata ha wo main batata ho . wesa to her amal e jinnat ka alag wakayat hote ha laken app logo ko ake idea dena ka liya thora bohat likh deta ho . agar jinnat k badshah ko bolana ka amal ha to ahsa hoga . agar jinn ki amad shoro ho gahe ha to wo hisar ka ander dakel nahi ho ga. jinno ko pata ha ka wo agar hisar ka under ghosa ga to wo jal ka rakh ho jahe gay. amal ka kuch he dino baad ajeeb ajeeb alamateen apko zahir ho gee main amal ki last stage batata ho . is manzil per Aamil ko katahe tor per nidar or kamal mohtat rehna ki zaroorate ha . andhe , pani , tofan , or degar nazaro ka bohat zoor ho ga . laken kuch khauf khana ki zaroorate nahi ha . yeah sab shobda hota ha . is ki hakikat kuch na hogee . amal ka last din yani 40 wa din jab hoga . to Aamil ko medan nazar ahe ga . jaha per mali pani ka chirkao kar raha ho ga . or safahe wala jaro laga raha ho ga , phir kuch khadim kaleen bichata ha or kurseya lagata ha . in kursio ka darmayan ake bohat he khoobsorate jawahir nigar takhat deakhae de ga. jo apna pehla kabe na deakha hoga . thore dair ka under log yani jinn ana shoro hojata ha jo kursio per beth na shoro ho jahe ga . thore dair main sare khali kurseya bar jahe gee . thore dair ka under ake khoobsorate jawan ahe ga jo masan wazarat per beth jahe ga yeah wazire ha . thore dair ka baad khadmeen ki zair nigrani main pur wakar hasti jo umda labas main or kimte jawahrat ka taj pehna howa ho ga yeah shah jinnat ha . wazir bar ka istakbal kare ga . or sare log jo sitho per beta hoga wo be kare ho jahe ga shah jinnat ka istak bal main . shah jinnat jawazhir nigar takat per beth jahe ga phir sab log be beth jate ha itna main shah jinnat ka takat Aamil ka belkul samna ho ga . shah jinnat Aamil ko salam kareen ga . agar Aamil ka amal ki tadad pore ho gahe ha to Aamil salam ka jaweb den agar amil ka amal ki tadad pore nahi howi to adah kad yani gotno per kare ho ga ishare se salam ka jaweb den . jab amal pora ho jahe to phir jaweb den wa laiqum us salam . shah jinnat kahe ga aye bani adam aye saheb dawat , hum ko q bolaya , phir Aamil jaweb den . aye shah jinnat apki tashreef avare ka shokreya . ye khaksar (yani Aamil) pur josh apka khair makdam karta ha . mare arzo apse yeah ha ka jis jaga or jis waquat hadsa nake wa bad se mujh per waka ho app mare madat farmahe . or khas kar dost or dushman main be or dunyawe tamam kamo main app mare madat farmahe or main yeah be chata ho k app apna kuch log mare madat k liya mokarar karden or mujha ahsa assan tareka taleen farmaden ka k jab main apka dedar ki tamana karo to wo ba assani pore ho jahe or mujh ko dobara dawat dani na pareen . shah jinnat mazrat kareen ga bus yeah wo waquat ha jaha per Aamil ny bare meeta andaz se shah jinnat ko atkana hota ha apni chal main k wo maan jahe ;. Aamil ko chaheya ka wo bare meeta andaz main shah jinnat ko raze kareen or apni baat per kahim rahe . shah jinnat se bohat adab or shahistagee se baat kareen jab Aamil shah jinnat ko raze karlee ga to shah jinnat apna kuch jinnat ki duty laga de ga ka wo her waquat Aamil k sath rahe or us ki madat kareen or us ko assan tareka be batahe ga khod ka hazir hona k .
note = yeah baat yaad rakhe k shah jinnat ko bar bar mat bolahe q k itni bare azeem hasti ko bar bar bolana achi baat nahi ha agar app ahsa kareen ga to apni value kho den ga shah jinnat ka samna shah jinnat ko sirf sal main ake bar bolahe bus is se zada nahi

ake or tareka baata ho ka doran e amal ahsa be hota ha

doran e amal Aamil ka pass log ata ha wo Aamil se poucha ga aye farzand adam . tera is dawat se kya maksad ha or kya matlab ha kara ho or apna karobar deni main mashgool ho yeah na ho ka tujha kuch nooksan ho . doran amal murg yani murga ahe ga jo Aamil ka pass beth jahe ga ya phir us ka sir per beth jahe ga . baki or dino main darwash ana shoro ho jahe ga or salam kareen ga or poucha ga k tuna hum ko q bolaya or apni hajat hum se kar hum pore kareen jesa jesa din barte jahe ga wesa wesa Aamil ko cheeze be zada nazar ani shoro ho jahe gee jesa 40 din ka chilla ha to 27 wa din Aamil ka samna deo , pare , jinn , or insan sab hazir ho jahe gay or salam kareen ga ka aye bani adam tum ny hum ko q bolaya ha hum ko apni hajat batao hum tumare hajat pore kareen ga , agar mahboob chata ho to mahboob ko la den ga , agar sona chata ho to sona la den ga . agar karobar main taraki chata ho to taraki den den ga . ishe tarah 28 wa roz 4 mard ah jahe ga or wo mard bola ga . aye Aamil kamil . farzand adam . oth or is hisar se bahar ah or apna maksad bayan kar . agar mal chata ha to mal la den ga . agar ilm sekh na chata ha to ilm sekha den ga . or kisi ko apni mohobat main dewana karna chata ha to dewana karden ga . agar tera kohi dushman ha to usko halaq karden ga yeah 4 log bohat se kasam kahe ga or is baat per be raze ho jahe ga k jo to kahe ga hum wohe kareen ga . chila ka akhre roz bohat shor ho ga . or pore din tarah tarah ka ajeeb ajeeb wakayat ho ga . Aamil ko gor sawar nazar ahe ga . raat tak yahe tamasha laga rahe ga kuch dair baad ake sultan jo shair per sawar 30 hazar pare ka sath Aamil ka roh ba roh kare ho jahe ga or salam garaz kareen ga agar Aamil k Amal ki tadat pore ho gahe ha to salam ka jaweb den agar amal ki tadat pore nahi howi to sirf kare ho kar ishare se jaweb den or jab tadat pore ho jahe phir zaban se kahe wa laiqum us salam phir wohe sab jesa uper mana bataya ha shah jinnat se ki tarah baat karni ha
yeah yaad rakhe ka doran e amal apko jo be amal bataya jahe jinnat ko tabah karna ka app ny tadat ka bohat khail rakh na ha yani tadat jab tak amal ki pore na ho jahe tab tak apna jinnat se baat nahi karni jesa apko bola ha ka fala aiyat 125000 bar paro 40 din tak 1 din main 3125 parna ha jab tak app yeah tadat itna dino main pore na karleen na to app hisar se bahar nikla ga or na app kisi se baat kareen ga doran e amal is cheez ka khas khail rakhe



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





25 comments:

Anonymous said...

assalamalekum
bhai jaan
mujhay yeh janna hai ki kya sahi me jinnat kabo me a jata hai agar sahi me jinnat kabo me a jata hai to is ka mujhay amel bataya jay plz bhai kyo ki mujhay 2 year pahelay jin ne kabo me kya tha aur abb me yeh chatha hoo ki jin ko kabo me karo plz meri help kare bhai
Allah hafiz

Anonymous said...

main amel karna chata hoin mere rahnmai karian shakeelbwp22@yahoo.com

Anonymous said...

salam bhai

mein kch amal krna chahta hon plz plz ap meri madad karein aur mujhe kuch amal bataein plz plz plz. mera e mail id hai LOVEGURU_MOON@YAHOO.COM plz mujhe reply zaroor kerna

Anonymous said...

ya kia hy

anis said...

assalam o alekom muje ap wazaif ki koy bhi kitab ka nam bata di jai jis mai mokelat kai or jinnat ko qabo mai kar nai kai wazaif ho .ap ki bari mehrbani hogi.anisswat@yahoo.com.ap kai jawab ka intizar ra hai ga..............

Anonymous said...

mujhe amal nahi karna--bas jinnat se milna hai..
aap mila den,,baat kara den

Anonymous said...

jinnat se kiya agreement karna padta hai,agar jinnat se paisa,gold maangege to kuch agrrement karna padta hai kya,agreement me kya dena padta hai pls batao pls

ahsan raza said...

Ahsan raza bin shehnaz> assalam a aliqum amal sahab main ap ki side roz visit karta hun. allah nay ap ko bohat ilm dia hwa hai. muje jinat ka amal karna hai ager ap merri rehnumai farmaye to bohat meher bani hogi. mai namaz ka b paband hun or quran pak b roz parta hun. mai nay phele b kafi amal kiye hain lakin muje rijat ho gai thee. ab mai 1 last chella karna chata hun ap bs muje ye btat den k mai hamzad ka amal karu ya jinat ka?

Sham said...

A.A
MY NAME IS SHAMS 03324845965
. . AHSAN BHAI PLZ AP MUJHE MERE NO PE MSG ZROR KRNA APNA NAM LIKH KR
PLZ PLZ PLZ

mubeen098 said...

asalamu alaekum.mein bhi ye amal karna chahta hu..plz mujhe reply kare..
mubeen098@gmail.com

muhammad azam said...

aslam-o-alikum bhai mein khud amil ban raha hun mery abu y kam karty tyh ab woh nahi hain ap mujhy koi acha amal batein ya meri rehnumai karein mera e mail adrees hy peerji01@yahoo.com pls ya ap mujhy apni shagirdi mein ly lo mein kuch banana chahta hun plz help me

Unknown said...

rahim said assalamu alaiqum amel bhai mera name rahim hai aur india ka rehne wala hu aur mujhe jinnat ko kabo karna chahta hu please ap mujhe kaise jin ko kabo karne ka tareeqa bata dejeiye khuda hafees.

Anonymous said...

Assalam walekum saheb sir mujhe jinnat ko kabja karne ka pura amal batain tareeka kaise kiya zaye plz send to my mail id shabu.shabuddin@gmail.com

Anonymous said...

assalamu alaikum maulana mera naam shakeer hai mai ilm e moakkilat ka ilm aapki madat se hasil karna cahta hu wo is liye mai meri ghar ki hifazat karne ke liye hamare dushman bhot hai. Aur karo baar ke liye.aap meri madat karo .mai un logau ki burai nhi cahta na mai daulat cahta hu .meri e mail id shakeer 969@gmail.com

Anonymous said...

assalamu alaikum maulana mera naam shakeer hai mai aapke zariye ilm hasil karna cahta hu mai surah jinn ka amal karna cahta hu
Upar wali id blk hui hai meri id
Shakeer8910gmail.com

Unknown said...

assalam walaikum.ye amal din me b krna h kya aur hisar se subah ki namaz k bad nikal skte h na apni hajte puri krne k liye..aur ye anmal rat ko hinkrna h na...aap merin islah frmaiye ..jzakllah khairan..e-mail id:-shanawarali7869211@gmail.com

Unknown said...

assalam walaikum..hisar k bahar subah namaz k bad to nikal skte h na apni hajto k liye..aap meri islah frmaiye..jzakllah khairan..e-mail id:-shanawarali7869211@gmail.com

Unknown said...

sir mera name sunil hai main ludhiana main rhta hun aur mere ander ek jinnat hai jo bhut he acha hai kya main us jinnat ko apna dost bna sakta hun 3month se ye mere ander hai par abi tak mujhe kuch bi nuksan nai kiya sir kya aap mujhe btaao ge ki main es se dosti kaise kar skun

khurram said...

jo jo bhi ye amal karna chahta hai pehlay ek acha or qabil ustad talash kare or akele ye kam mat kare nhi to pagal hone ka khatra hai ya jan bhi ja sakti hi

Unknown said...

thank you very much

Anonymous said...

Muvakkil is amal mai humari madad karenge jin se mukable mai?

Anonymous said...

sir mera koi b ustad nhi hai, plz, aaphi meri madad kre, me jinn ke sath milkr apni aur sbki dunyaki problem mitana chahta hu, zaise zhagde phasad, murder, rape, aur bhot so plz aap mujhe jinnse milneka tarika asanime samjay aur mdad kre, plz muje mail kre
sunnyshaikh18@yahoo.com pr
khuda hafiz....

Unknown said...

bhai me ye janna chahata hu ke roz amal ki tadat puri karke hisar se bhar nikle to koi nukshan to nahi

Unknown said...

Amel bhai mje jinnat ko dekhna he means me apni khas nazar khulwana chahti hun to ap btayen ge ye kese mumkin he
Ek or bat k agr chila katna ho to 40 din ka chila ek lrki kese kat skti he kio k us k kuch din na paki k b hote hen kindly ap mje koi esa tarika bta dain jis se me jinnat ko dekh sakhun

Unknown said...

main amal karna chahta hoon aap mujhe ijazat de aur meri rehnumai karen.

Popular Posts