Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha


Friday, December 31, 2010

amel ko doran e amal khauf zada nahi hona chaheya

As salamu allaiqum
amel ko kisi be waquat khauf zada nahi hona chaheya . q k amel jab jinnat ka amal karta ha to jinnat ka ana shoro ho jata ha. or jinnat amal main dakel dena ka liya bohat tang karta ha . or hisar ka pass kare ho kar ajeeb ajeeb manazar deakhata ha . jinnat yeah sab is liya karta ha k wo amel ka tabah nahi hona chata , or na he apni azadi khona chata ha . wo apni azadi ko bachana ka liya her tarah ki pore kushes karta ha ka amal nakamyab ho jahe .jo be jinnat manzar deakhata ha wo sirf ake tamasha hota ha . asliyat uski kuch be nahi hote wo sirf amel ko khauf delata ha taka amel jinnat ko kabo na kar saka . is kisam ka amal karna se pehla khoob achi tarah apna zehan bana lay ka yeah ake khaternak khel ha or amal karta howa dar ka hisar se bahar nikal gahe to jaan be ja sakte ha . ya to apna dar or khauf door karna ka liya daraoni films deakha yani horror films deakha taka dil mazboot ho. or ahse cheeze apko khel or mazak laga



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





12 comments:

Anonymous said...

assalamo alaykum
mera nam istekhar alam hai main bissmilla hirrahma nirraheem ke amal karne ki ijazat chahta hoon plzzzzzz mujhe ijazat de dijiye

Unknown said...

mera nam zafar ali hae me jinnat ko kabo karna chahta ho pls pls muje ijazat de pls

Unknown said...

Ya I know that jinnat is very powerfull more than insan ...............but if suppose I want to do amal-e-jinnat ,so which kind of surah (from QURAN) will read .......in a time of amal if jinn isn't come then what can I do

Unknown said...

aslaamu alykum wrb.
mera naam nadeem he or me aapse jaana chahta hu ke ye jo is post me aapne "Hisar" word use kia he ye kya he plzz email me at nadeemidrsi.ni@gmail.com

rafiq said...

Asalamoalikum Sufi Sahab..

May Surah E Jinn ka Amal karna chahta hun,,, kion k meri wife ka jaddu koe bhi amil khatam kar nahi pa raha paisy lay lety hain per 5 din k bad phir wohi halat hojati hay..

ap please meri help Karen,

Surah e Jinn ko 3 din 333 dafa parhonga to 999 hojaegi jab k apnay 1000 dafa ka kaha hay zara isko clear kar dain,..
or dosra kia yeh amal may first floor per kar sakta hun kion k mera ghar pehli manzil per hay ?

or apnay dhuni ka kaha hay kis cheez ke dhooni leni hogi ?

kazmi said...

Moji is amal ke zozrat ha plz moji iska amal ka triqa batawo aur ma
bs(cs) ma pardta ha achi result kaly meri ley koi amal ya dua batwo?

Unknown said...

aslaamu alykum wrb.
mera naam syed imthiyaz he or me aapse jaana chahta hu ke ye jo is post me aapne "Hisar" word use kia he ye kya he plzz email me at imthiyazsajid@gmail.com

naem said...

Asslamo Alaikum Janab
me ne ak ak chila kia tha buzrgun ki ijazat se 40 din ke bajaye 80din ho gaye magar jinnat ki hazri na ho saki,ap ki nazar me kia waja ho sakti hai?jo be perheez unhun ne framaya tha wo me ne kia hai,magar pher bi kamyabi nai mili,
muje isme Azam ke wazifa ke liye jo 125000 hai us ki ijazat chaye,or kia jinnat ki hazri ke liye jo ap ne 3 din 1000 dafa surah jinn ki tilawat hai wo me kar sakta hun?
baraye mehrbani jawab anayat farma kar husla afzai farmaein.
waslamo Alaikum

Anonymous said...

Sir mje zara aap ye bta de ke 700 dfa surah jinn padhe se jo jnn kaid ho jata hai wo amal kis time aur kitne din karna hai aur agr jo aap ke blog pr isha ki namaz ke baad surah jnn aur muzamil wala amal that us me agr hum hissar se bahir na nikle to jinn hisaar mein to nhi na ate aur sirf 40th day pr he frigthening things ati hai??reply as soon as possible please.waiting for your reply
thanks!

shaffiullah said...

Asalam u alekum

Mera nam shaffiullah hy . mera sawal ye hy k apne jinaat k taqat ki bat ki hy internet main is par main yaqeen rakhta hon. jaise k Sulaiman Alai salam ne jab sare jinaat ko jama kia tha Bilqees k takht ko lane k liye to sab se pocha k kitne time tak us takht ko la sakty ho. to aik jin ne kaha jis ka nam tha (Afreed ul minal jin) ap khare hojayain or bethne tak main takht ko apk samne rakh donga. phr usk bad jo dosra jin tha . kitaab ul elam usne kaha k apk ankhon k chapakne se pehly main takht ko le aonga.

muje ye bataye kia abi b afreed ul minal jin ki nasal mojood hy . ya aise to or b jinat ho sakty hain usk bare main muje sari information dain ya muje kisi kitab ka nam batain jo main khareed lon.

shokaria

Anonymous said...

You are great aaj ap ne mera rasta saaf kiya bohat bariya baat muje samaj may aye aaj mera der hamesha ke lea chala gaya thanks
Asad utm

Anonymous said...

Sir ap plz muj se rabita kare ap ke call ke recharge may kar donga plz my cell number is 03129593426

Popular Posts